Skip to main content

ssc, banking,railway,etc preparation reasonong test

is prakar ke pranali me .english ke achharo ke maan ko. mathmatical . dwara hal kiya jata hai.isme angreji ke achharo ke. kramanki maan se .guna,bhag,jod. ghatana .aadi tariko se question ko hal kiya jata hai .
hum aaapko example dwara samjhate hai
question--> agar kisi code bhasha me .LIKE.ko
                       37,likha jata hai to usi code bhasah me
      NEST..ko kaise likha jayega
ans-->yaha par ye dekhe ki .diya huwa akshar  ka maan
         jaise-->LIKE,ka adhik hai hai ki kam hai
         agar adhik hai to .usme .jod, ya guna ka . ya varg ka kaam ho
         raha hai.agar maan kam hai, to .isme ghatane ka kaam ho raha hai.
        ab hum ise hal karte hai .
solve=> hum dekh rahe hai hai  ki ''LIKE'' ka maan
             anumanit roop se .kramanki maan se adhik hai
            to hum pehle ise.jod se karte hai .
dekhe-> ''L'' ka kramanki maan hai 12
''I'' ka maan hai 9
                 ''K'' ka maan hai 11
                 ''E'' ka maan hai 5

            to iska jod huwa 12+9+11+5=37 hai
             jo question me hai.hum isko hal karke
             samjh gaye hai.ki question me jod + ka kaam
             ho raha hai.isliye ab hum  ''NEST'' ko bhi jodenge
           
      ''N'' ka kramanki maan hai 14
      ''E'' ka maan hai  5
      ''S'' ka maan hai 19
      ''T'' ka maan hai 20
 
     atah:   14+5+19+20=58 ans.yahi answer hai
                  i hope ki aap log ise samajh gaye honge.
                  agar fir bhi na samajh me aaya ho to.please
                  comment ke dwara puchhe. hum aapki
                  help jaroor karenge
               
  dear frnds agar aap chahte hai. ki hum ise aur aage badhaye to .
 aapko hamari help karna hoga .aapko comment ke dwara
 batana hoga. ki aap log "reasoning" seekhna chahte hai
all the best
         
        

Comments

Popular posts from this blog

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap i...

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना ब...

hindi story

garmiyon ke din me.ek ladka. apne guru se ek hafte ki chhutti lekar. apne gaavn ja raha ttha.tab us samay paidal jaana padta tha jaate samay. usse ek kuwa dikhayi pada .wo ladaka pyasa bhi tha. isliye usne kuwa se paani nikala.aur paani piya .us ladke ko bada achha laga q ki . kuwa ka paani .thanda tha isliye us ladke ne socha. q na hum yah paani guru g k liye le chalun.uss ladke ne paani liya.aur vapas apne guru ke paas lekar gya. aur guru g ko paani diya. guru g ne paani piya .aur ladke se kaha.ki ye paani to bahut achha hai .ye paani to ganga jal ke saman hai.ladke ne apni tarif sunkar khush huwa. aur guru g se aagya lekar chala gaya.kuchh der baad guru g ke pass ek dusra ladka aaya. aur paani peene ki ichha jatai.to guru g ne use wahi paani diya. us ladke ne paani pee kar kaha.ki guru g ye paani to bahut kadwa hai.aur na hi yah thanda hai.aapne to bekaar hi us ladke ki itni tareef kar diya.tab guru g ne kaha. beta mithas aur thanda.is paani me nahi hai.ise laane waale k mann me m...