1 jo girte hai unhe sanbhal lete hai ali ke lal gareebo ko pal lete hai mere gause e pak ko allah ne wo martaba diya are kabr se murdo ko jinda nikaal lete hai 2 mere gumo ki hai tujhko khabar ya garib nawaz utha de mujhpe karam ki najariya garib nawaz tu mere dil me nahi mere rooh me rahta hai mai tujhko chhodkar jaoo kidhar ya garib nawaz 3 sazda jahan karun woha kaba dikhai de sar jahan uthaun woha karbala daikhai de rab kare ishq e nabi aisa ho dil me aankh band karun to madina dikhai de 4 ya garib nawaz hawa e kufr me hum bhi bikhar gae hote jihalto kio taho me utar gae hote khuda ka shuikr hai khwaza ka shukr hai khwaza ka ishq hai dil me na hota to mar gaye hote 5 khidmat ki maine maa ki to jannat mahak uthi maa ne dua di ti kismat chamak uthi ta...