garmiyon ke din me.ek ladka. apne guru se ek hafte ki chhutti lekar. apne gaavn ja raha ttha.tab us samay paidal jaana padta tha jaate samay. usse ek kuwa dikhayi pada .wo ladaka pyasa bhi tha. isliye usne kuwa se paani nikala.aur paani piya .us ladke ko bada achha laga q ki . kuwa ka paani .thanda tha isliye us ladke ne socha. q na hum yah paani guru g k liye le chalun.uss ladke ne paani liya.aur vapas apne guru ke paas lekar gya. aur guru g ko paani diya. guru g ne paani piya .aur ladke se kaha.ki ye paani to bahut achha hai .ye paani to ganga jal ke saman hai.ladke ne apni tarif sunkar khush huwa. aur guru g se aagya lekar chala gaya.kuchh der baad guru g ke pass ek dusra ladka aaya. aur paani peene ki ichha jatai.to guru g ne use wahi paani diya. us ladke ne paani pee kar kaha.ki guru g ye paani to bahut kadwa hai.aur na hi yah thanda hai.aapne to bekaar hi us ladke ki itni tareef kar diya.tab guru g ne kaha. beta mithas aur thanda.is paani me nahi hai.ise laane waale k mann me m...