Skip to main content

hindi story


garmiyon ke din me.ek ladka. apne guru se ek hafte ki chhutti
lekar. apne gaavn ja raha ttha.tab us samay paidal jaana padta tha
jaate samay. usse ek kuwa dikhayi pada .wo ladaka pyasa bhi tha.
isliye usne kuwa se paani nikala.aur paani piya .us ladke ko bada achha laga q ki . kuwa ka paani .thanda tha
isliye us ladke ne socha. q na hum yah paani guru g k liye le chalun.uss ladke ne paani liya.aur vapas apne guru ke paas lekar
gya. aur guru g ko paani diya. guru g ne paani piya .aur ladke se kaha.ki ye paani to bahut achha hai .ye paani to ganga jal ke saman hai.ladke ne apni tarif sunkar khush huwa. aur guru g se aagya lekar chala gaya.kuchh der baad guru g ke pass ek dusra ladka aaya.
aur paani peene ki ichha jatai.to guru g ne use wahi paani diya.
us ladke ne paani pee kar kaha.ki guru g ye paani to bahut kadwa hai.aur na hi yah thanda hai.aapne to bekaar hi us ladke ki itni tareef kar diya.tab guru g ne kaha. beta mithas aur thanda.is paani me nahi hai.ise laane waale k mann me mere liye prem to tha....
dosto dusre ke mann ke dukhi baato ko. tala ja sakta hai. aur har burai me achhai khoji ja sakti hai.is duniya me har insan ke andar
koi na koi .achhai jaroor hoti hai.bus zaroorat hai use pahchanne ki
isiliye dosto.hume har burai me achhai khojne ka prays karna chahiye.


dear frnds ye kahani kaisi lagi comment ke dwara bataye jaroor
ye kahani likh bheji hai hume gaurav maaldeev ne mai maaldeev ka shukriya karna chahta hun. thanks a lot gaurav ji. aapka bahut bahut dhanyvaad .


agar aapke pass bhi kuchh aise hi lekh ho to aap mujhe mail me apni lekh aur photo bhejiye hum use yaha aapke naam aur photo ke saath prakashit karenge hamara mail id hai.sarfraaz1717@gmail.com


 

Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहि...

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना ब...

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap i...