1 isse koi fark nahi padta ki koi kitni baar asafal hota hai
halaat badalne ke liye ek safalta hi kaafi hoti hai
mark quban
2 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam
ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki
jindagi kisi kaam ki nahi hai
ivaan villiams
3 jo sapne dekhne ki himmat karte hai wo puri
duniya ko jeet sakte hai dheeru bhai ambani
4 agar aap dridh sankalp ke sath aur poornta sath kam karte hai
to safalta aaapki pechha karegi dheeru bhai ambani
5 aisa vyakti jo dhan ko kharch karne ke saath bachat bhi kar leta hai
woh sabse sukhi hota hai kyoki use dono ka aanand milta hai
semual johnson
6 safal vyakti hone ka prayas na kare balki garimamay
vyakti banne ka prayas kare
albert einstein
7
vah vyakti jeevan ka ek sabak bhi nahi seekh paya.
jo har roj ek darr ko nahi jeet leta hai
ralph waldo emarson
8 apne prayojan me dridh vishvaas rakhne wala ek
sukshm sharir itihaas ke rukh ko badal sakte hai
9 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam
ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki
jindagi kisi kaam ki nahi hai
ivaan villiams\
10 hawai kile banane se aap safl ho sakte hai aur na\
baate banane se. samvridhi aayegi wah to aapko
tabhi milegi jab aap kadi mehanat ,nirantar
prayatn karte rahenge uknown
11 safalta bahgy ya ,sanyog ya ,suvidhaon ka parinam nahi.
safalta aapke apne irade aur .mehanat par nirbhar karti hai|
uknown
12 asfalta yah sidh karti hai ki safalta ka
prayas pure mab se nahi huwa
uknown
13 duniya me koi kaam asambhaw nahi,
bus hausla aur himmat ki zaroorat padti hai
14 jo lakhsay hai apna pura ho ,us waqt tasalli payenge
aise to nahi hatne wale ,hum aage badhate jayenge
15 badhayen kab rok saki, aage badhane walo ko .
vipdayen kab rok saki ,path par aage badhne wale ko
16 agar tum mehanat se muh modoge to
manzil bhi tumse muh mod legi.
17 jab tak safal na ho ,neend chain ko tyago tum
sangharsh ka maidan mat chhod bhago tum
Comments
Post a Comment
comment