lakshy ka hona jaroori hai
kisi ne kaha hai. jo rasta aapko aapki manjil ki or nahi le ja raha hai.wo rasta aapko aapke manzil se door le ja raha hai. dosto uss raste per. chalne se koi fayda nahi. jo rasta hume apni manzil ki or nahi le ja rah hai .hum iss prakaar ke raste per tabhi chalte hai. jab humara koi lakshy nahi hota hai. hume kuch pata nahi hota hai hume apne life kya. achive karna hai.dosto humare apne jindagi me. lakshy ka hona bahut jaroori hai. zara sochiye ki jab hum ghar se bahar nikalte hai. market jaane ke liye to. humare paas koi na koi karan jaroor hota hai. ki hum waha kyon ja rahe hai. aur jakar market se kaam khatm karke vaapas chale aate hai . aur jab aap ghar se bahar nikalte hai to market jaane ke liye bina kisi karan ke to hum woha jayenge. faaltu me idhar udhar ghumenge. aur apna samay barbad karke ghar chale aaenge. issi prakaar humara jeevan bhi hai agar humare jeevan me koi lakshy nahi hoga to. hum aise hi faltu ke kaamo me apna samay vyarth karte rahte hai . jab humare jeevan ka koi lakshy hoga to. hum faaltu ke kaamo me samay barbad nahi karenge. hum keval wohi kaary karege. jo kaam hume hamari manzil ki or le ja rahi ho. dosto jab hum bina lakshy ke honge to hum anek mahatvapurn kaam chhodkar. faaltu ke kaamo ko aavashyak samajh kar. hum ussi ke liye maatha pachchi karte rahenge . jiska koi matlab nahi nikaltahai. lakshy hone se hum faaltu ke cheejo ko chhodkar keval apne lakshy par dhyaan kendrit karte hai .
dosto. agar gaur karenge to. dekhenge ki humari sabse badi samasya yehi hai. apna jeevan ke lakshy aur. kaarykram tay karna. lakshy rahne par hum kahi par bhatak nahi sakte lakshy hume wo rasta dikhata hai jis par hume chalna hai. lakshy hume kaha jaana hai. kya karna hai ? . wo sab batata hai. hum tab tak safal nahi ho sakte. jab tak humara koi lakshy nahi hoga . tab tak aap apne aapko kaise kaamyaab manenge. kyoki aapne to kuchh achive hi nahi kiya . wohi jab aapke paas koi lakshy hoga to. aap apni lakshy ko pakar yeh kah payenge ki. maine apne lakshy ko prapt kar liya. atah humne kaamyaabi haasil kar liya. yaani. hum safal ho gaye .isliye har insaan ke zindagi me. lakshy ka hona bahut zaroori hai
dosto ye jaankari kaisi lagi comment ke dwara bataye jaroor. all the best
Comments
Post a Comment
comment