Skip to main content

                                           hadtaal
ek baar shareer ki sabhi indriyon ne. hadtaal kar diya. usne kaha kamai hum karte hai. hujam saara pet kar jaata hai .haath ,paav ,aankh ,naak ,aadi ne ek union banai ki hum kamayenge. hum hi khayenge. nahi to kaam nahi karenge. pet ne smjhaya. ki tumhara diya huwa sab kuchh tumhi ko lauta deta hun. hadtaal mat karo. yeh baat indriyon ko samajh nahi aayi .kaha tum poonjipati ho. shoshan karte ho. jab sab ango ne kaam karna band kar diya.to bhojan pet me kaise pahuchta pet bhukha rehne laga.to parinam swaroop. shareer ke rus rakt sookhne lage. sabhi indriya nishkriy hone lagi. tab mastishk ne indriuon ko samjhaya. tumhara parishram akele pet ke paas nahi rahta. woh to laut kar tumhe hi vaapas milta hai. dusre ki sewa karke hum ghaate me nahi rahte . jitna dete ho utna vaapas paate ho. issliye tum sab apna apna kaam karo fal to milega hi. fal ki chinta mat karo. tab jake indriyon ko samjh aai. sabhi hadtaali indriyan kaam par vaapas laut aayi .to dosto aapne 

Comments

Popular posts from this blog

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap i...

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना ब...

hindi story

garmiyon ke din me.ek ladka. apne guru se ek hafte ki chhutti lekar. apne gaavn ja raha ttha.tab us samay paidal jaana padta tha jaate samay. usse ek kuwa dikhayi pada .wo ladaka pyasa bhi tha. isliye usne kuwa se paani nikala.aur paani piya .us ladke ko bada achha laga q ki . kuwa ka paani .thanda tha isliye us ladke ne socha. q na hum yah paani guru g k liye le chalun.uss ladke ne paani liya.aur vapas apne guru ke paas lekar gya. aur guru g ko paani diya. guru g ne paani piya .aur ladke se kaha.ki ye paani to bahut achha hai .ye paani to ganga jal ke saman hai.ladke ne apni tarif sunkar khush huwa. aur guru g se aagya lekar chala gaya.kuchh der baad guru g ke pass ek dusra ladka aaya. aur paani peene ki ichha jatai.to guru g ne use wahi paani diya. us ladke ne paani pee kar kaha.ki guru g ye paani to bahut kadwa hai.aur na hi yah thanda hai.aapne to bekaar hi us ladke ki itni tareef kar diya.tab guru g ne kaha. beta mithas aur thanda.is paani me nahi hai.ise laane waale k mann me m...