Skip to main content

2015 updated best inspirational qoute

                             inspirational qoutes in hindi
             anmol vachan in hindi
1 isse koi fark nahi padta ki koi kitni baar asafal hota hai
    halaat badalne ke liye ek safalta hi kaafi hoti hai
                                                                                                   mark quban
 
2 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam
   ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki
   jindagi kisi kaam ki nahi hai
                                                                                                     ivaan villiams
3 na sangharsh na takleefe kya maza hai phir jeene me
   toofan bhi tham jaaega jab lakshy rahega seene me


4 main khud ke liye bhi ek aashiyana banana chahta hun .
   lekin khud se pehle khuda ko basana chahta  hun


4 maa ke baad sirf  himmat aadmi ka sath deti hai .
   jo aadmi ko kabhi nai harne deti hai


5 insan ki dimag ka pata uske gyan se nahi balki uske kalpna se
 chalta hai
  albert einstien
6  upeksha karna seekh lena hi aatmik
    shanti ka mukhya marg hai robert.j. sawyer


7  aadmi ko uske krodh ki saza nai milegi.
    par uska krodh hi use saza degi mahatma. budh


8  jo sapne dekhne ki himmat karte hai wo  puri
   duniya ko jeet sakte hai dheeru bhai ambani


9 agar aap dridh sankalp ke sath aur poornta sath kam karte hai
  to safalta aaapki pechha karegi dheeru bhai ambani


10  vikasit bharat ke liye har panchayat me ek creative neta ki jaroorat hai a.p.j. abdul kalam


 11 desh kisi bhi vyakti sangathn ya party se bada hai
a.p.j. abdul kalam


 12 jindagi ek khel yah rukna nahi chahiye safalta asafalta to iska ek hissa   hai jute rahna.
a.p.j. abdul kalam


 13 than lijiye , to kuch bhi asambhaw nahi


 14   sapne wahi dekho, jo neend chura le
a.p.j. abdul kalam


15   apne prayojan me dridh vishvaas rakhne wala ek
     sukshm sharir itihaas  ke rukh ko badal sakte hai


16   hamesha apne vichaaro ,shbdo aur karm ke purn
     samanjasy ka lakshy rakhe apne vichaaro ko shudh karne  ka lakshy rakhe       aur sab kuchh theek ho jaaega 


17   jis kaam ko sanpann karne me bal aur parakram
     aksham sabit ho jaate hai use kisi insaan ka madhur
     vachan chutkiyon me  kar deta hai 


18  aankh ke badale me aankh pure vishv ko andha bana degi
     thora sa abhyaas bahut saaare updesho se behtar hai 


19   khud woh badlav baniye jo duniya
       me aap dekhna chaahte hai


20  apni galati ko swekarna jhaaru lagaane ke samaan hai
    jo satah ko chamakdaar aur saaf kar deti hai 

Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना बहुत  जरूरी है | वो ये की “ प्रश्न सरल या कठिन नहीं होते है | ये हमारे  नजरिये

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap itni aasani se lead kar lenge.sawal ye uthta hai ki . aakhir akele kaam karna ya team ke sath kam karne me kya fark hai.dosto. asal me. dono p