Skip to main content

how to improve self confidence
 aatm vishwas kaise badhaye
dosto hamare andar aatm vishwas ka hona utna hi zaroori jitna ki khana me namak ka hona  zaroori hota hai . aatm vishwas na hone par insan ka  life me andhkar chha jati hai . wah insan kabhi khush nahi rah
sakta hai q ki koi bhi insan kitna bhi  'intelligent' q na ho wah aatm    vishwas ke bagair kuch bhi nai kar sakta hai,aatm vishwas na hone se aadmi kisi se theek  se bat bhi nai kar pata hai  q ki use dar rahta hai ki wo jo bol raha hai wah sahi hai ya nai aur use sharm ke wajah se bhi uske sath aisa hota hai ,
                 how to improve self confidence tips in hindi
aatm vishwas kaise badhaye tips in hindi
1 dressing sense
   dosto dressing sense  ka hamre aatm vishwas par bahut adhik effect       padta hai .islliye hume is par bahut hi jyada dhyan dena padega
   kapde  wahi pahne jo aap par achha lage,kapde humesha fit hi pahne\
2 easy work
  pehle wo kam kare jo saral ho .q ki agar aap koi kaam  pura
  kar lete hai to aapko aur bhi jyada confidence feel hoga aur aap
  kathin kaam [hard work] karte samay confideantly feel karenge aur aap
  hard work ko bhi sahjta se kar lenge.
3  Achivable goal
    aise lakshya .target. banaye jise aap pura kar sakte hai
  na ki aisa  lakshya .target . jise aap pura nahi kar sakte.
  q. ki agar aap aise lakshya banate hai . jise aap pura nahi kar
  sakte to aapka confidence.aur bhi gir jayega [low confidence]
  isiliye aise target  banaye jise aap pura kar skte hai


4 positive thinking
humesha sakaratmak hi soche . kisi bhi kam me asfal.unsucced. hone
par mayus na ho  balke apni usse sabak le ye soche ki main isme asfal
q ho gaya apni kamjori ko khoje aur use theek kare aur puri confident ke saath fir se koshish kare.  humesha wo kam jyada karo jise  karake aapka confidence low hota hai .


5 ye na soche ke log aapke bare me kya sochenge aatmvishwas isise to  aur gir jata hai jab hum ye sochte hai ke log hamre bare me kya  sochenge.isiliye  aap ko jo sahi lage wahi kare is baat ki to chinta chhod
hi de ki log hamare bare me kya sochenge
6 jab bhi kisi se  mile to ek pyari si smile apne face par laye isse ye ye  hoga ki samne wala dekh kar ye samjhega ke ye humse milkar khushi
 hua .vyavahar kushal bane .isse ek fayda ye bhi hai ki hamare freinds bhi  jyada log ban jate hai


7 jab bhi apne aapko prove karne ka mouka mile to is avasar ka bharpur      labbh uthaye aur apne aapko prove karde .apne aap ko humesha nai    cheez seekhne ke liye up to date rakhe


8 aap ek subject ka chunav kijiye jismeaap sabse expert ho .matlab ye
   aap sabhi cheezo me nahi aap ko ji
 

                  

Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना बहुत  जरूरी है | वो ये की “ प्रश्न सरल या कठिन नहीं होते है | ये हमारे  नजरिये

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap itni aasani se lead kar lenge.sawal ye uthta hai ki . aakhir akele kaam karna ya team ke sath kam karne me kya fark hai.dosto. asal me. dono p