Skip to main content

facebook tricks


facebook ka name kaise badle dosto kai bar aise hhota hai ki hum apne facebook ka account ka name change karna chahata magar name change karne ka tarika hi nahi jante aur hum accont ka name nai change kr pate. but dont worry . hum apko name change karne ka tarika batane jaa rha hun sabse pehle aap apne facebook account me login ho . uske bad ekdam neeche jaye waha par " setting&privacy" par click kare ek page open hogi waha par aapko "general " par click kare uske bad sabse pahle hi name changhe ka option hoga us par click kare waha par aap apna purana name ko erase kar ke naya name likhe de aur save karde ho gaya aapka purana name hat kar new name aa jayega. to dosto ye jankar i kaisi lagi bataye jarur

Comments

Popular posts from this blog

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap i...

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना ब...

hindi story

garmiyon ke din me.ek ladka. apne guru se ek hafte ki chhutti lekar. apne gaavn ja raha ttha.tab us samay paidal jaana padta tha jaate samay. usse ek kuwa dikhayi pada .wo ladaka pyasa bhi tha. isliye usne kuwa se paani nikala.aur paani piya .us ladke ko bada achha laga q ki . kuwa ka paani .thanda tha isliye us ladke ne socha. q na hum yah paani guru g k liye le chalun.uss ladke ne paani liya.aur vapas apne guru ke paas lekar gya. aur guru g ko paani diya. guru g ne paani piya .aur ladke se kaha.ki ye paani to bahut achha hai .ye paani to ganga jal ke saman hai.ladke ne apni tarif sunkar khush huwa. aur guru g se aagya lekar chala gaya.kuchh der baad guru g ke pass ek dusra ladka aaya. aur paani peene ki ichha jatai.to guru g ne use wahi paani diya. us ladke ne paani pee kar kaha.ki guru g ye paani to bahut kadwa hai.aur na hi yah thanda hai.aapne to bekaar hi us ladke ki itni tareef kar diya.tab guru g ne kaha. beta mithas aur thanda.is paani me nahi hai.ise laane waale k mann me m...