Skip to main content

hamari soch

dosto humara jaisa vichar hota  hai. hum vaise hi ban jaate hai. vicharo ka humare jeevan me bahut mahatvpurn bhumika  hota hai. apne sukh, dukh, laabh, haani, safalta, asafalta, ye sab humare vicharo par hi nirbhar karta hai. jaise humara vichar hota hai vaise hi humara jeevan banta hai. ye rule sabhi insaan par lagu hota hai. chahe chota ho ya bada. swaami vivekanand ne kaha tha ki.. swarg aur narak kahi aur nahi. humare vicharo me hi hai .dosto ye duniya ek ped ki tarah hai. isski chhaya me baithkar hum jaisa vichar karenge. uska vaisa hi phal  prapt hoga. jo vyakti apne aapko suvicharo se. bhare rakhta hai ussi ko. safalta, mahanta, shanti, milti hai . aur jiska vichar nakaratmak hota hai, jo apne aapko badnaseeb, tuchchh, samajhte hai. unka jeevan bhi ussi ke anuroop ho jaata hai. vicharo se gira huwa. vyakti ko oopar wala bhi nahi sakta hai.we apne life me. kabhi safal nahi  sakte. mahatma budh ne kaha hai. shishyo bhavishy me jo kuchh bhi banenge. voh aaj ke apne vicharo ke karan hi banenge... dosto issliye hume hamesha achhi vichar apne andar ujagar karna chahiye. . yaar mann toh apne hai use sudharna apne haatho me  hai.  doosre ko sudharne me. koi adchan aa rahi hai to. ye sahi hai .par apna mann bhi saaf suthra. na bana paane me. kaisi bahane baaji hai. har aadmi apne bhagy ka lekhak swayam hai..  dosto. doosre aadmi hume. aneko cheejo se humari madad kar sakte hai. magar apne mann ko hume khud sudharna padega.

Comments

  1. Very Nice Post...

    लेकिन आप अभी भी अपनी Website मैं कई तरह की गलतियाँ कर रहें है...जानिये 4 गलतियाँ जो ज्यादातर नए Bloggers करते है – 4 Mistakes New Bloggers Make...http://techandtweet.in/2016/02/04/4-mistakes-new-bloggers-make-in-hindi/

    ReplyDelete

Post a Comment

comment

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहि...

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना ब...

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap i...