Skip to main content

lakshy ka hona jaroori hai

      lakshy ka hona jaroori hai
kisi ne kaha hai. jo rasta aapko aapki manjil ki or nahi le ja raha hai.wo rasta aapko aapke manzil se door le ja raha hai. dosto uss raste per. chalne se koi fayda nahi. jo rasta hume apni manzil ki or nahi le ja rah hai .hum iss prakaar ke raste per tabhi chalte hai. jab humara koi lakshy nahi hota hai. hume kuch pata nahi hota hai hume apne life kya. achive karna hai.dosto humare apne jindagi me. lakshy ka hona bahut jaroori hai. zara sochiye ki jab hum ghar se bahar nikalte hai. market jaane ke liye to. humare paas koi na koi karan jaroor hota hai. ki hum waha kyon ja rahe hai. aur jakar market se kaam khatm karke vaapas chale aate hai . aur jab aap ghar se bahar nikalte hai to market jaane ke liye bina kisi karan ke to hum woha jayenge. faaltu me idhar udhar ghumenge. aur apna samay barbad karke ghar chale aaenge. issi prakaar humara jeevan bhi hai agar humare jeevan me koi lakshy nahi hoga to. hum aise hi faltu ke kaamo me apna samay vyarth karte rahte hai . jab humare jeevan ka koi lakshy hoga to. hum faaltu ke kaamo me samay barbad nahi karenge. hum keval wohi kaary karege. jo kaam hume hamari manzil ki or le ja rahi ho. dosto jab hum bina lakshy ke honge to hum anek mahatvapurn kaam chhodkar. faaltu ke kaamo ko aavashyak samajh kar. hum ussi ke liye maatha pachchi karte rahenge . jiska koi matlab nahi nikaltahai. lakshy hone se hum faaltu ke cheejo ko chhodkar keval apne lakshy par dhyaan kendrit karte hai .
dosto. agar gaur karenge to. dekhenge ki humari sabse badi samasya yehi hai. apna jeevan ke lakshy aur.  kaarykram tay karna. lakshy rahne par hum kahi par bhatak nahi sakte  lakshy hume wo rasta dikhata hai jis par hume chalna hai. lakshy hume kaha jaana hai. kya karna hai ? . wo sab batata hai. hum tab tak safal nahi ho sakte. jab tak humara koi lakshy nahi hoga . tab tak aap apne aapko kaise kaamyaab manenge. kyoki aapne to kuchh achive hi nahi kiya . wohi jab aapke paas koi lakshy hoga to. aap apni lakshy ko pakar yeh kah payenge ki. maine apne lakshy ko prapt kar liya. atah humne kaamyaabi haasil kar liya. yaani. hum safal ho gaye .isliye har insaan ke zindagi me. lakshy ka hona bahut zaroori hai
dosto ye jaankari kaisi lagi comment ke dwara bataye jaroor. all the best

Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो

safalta ka anmol vachan in hindi

1 isse koi fark nahi padta ki koi kitni baar asafal hota hai     halaat badalne ke liye ek safalta hi kaafi hoti hai                                                                                                    mark quban 2 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam    ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki    jindagi kisi kaam ki nahi hai                                                                                                        ivaan villiams 3  jo sapne dekhne ki himmat karte hai wo  puri    duniya ko jeet sakte hai dheeru bhai ambani 4 agar aap dridh sankalp ke sath aur poornta sath kam karte hai   to safalta aaapki pechha karegi dheeru bhai ambani 5  aisa vyakti jo dhan ko kharch karne ke saath bachat bhi kar leta hai     woh sabse sukhi hota hai kyoki use dono ka aanand milta hai                                                                                              semual johnson 6     safal vyakti hone ka praya
how to improve self confidence  aatm vishwas kaise badhaye dosto hamare andar aatm vishwas ka hona utna hi zaroori jitna ki khana me namak ka hona  zaroori hota hai . aatm vishwas na hone par insan ka  life me andhkar chha jati hai . wah insan kabhi khush nahi rah sakta hai q ki koi bhi insan kitna bhi  'intelligent' q na ho wah aatm    vishwas ke bagair kuch bhi nai kar sakta hai,aatm vishwas na hone se aadmi kisi se theek  se bat bhi nai kar pata hai  q ki use dar rahta hai ki wo jo bol raha hai wah sahi hai ya nai aur use sharm ke wajah se bhi uske sath aisa hota hai ,                  how to improve self confidence tips in hindi aatm vishwas kaise badhaye tips in hindi 1 dressing sense    dosto dressing sense  ka hamre aatm vishwas par bahut adhik effect       padta hai .islliye hume is par bahut hi jyada dhyan dena padega    kapde  wahi pahne jo aap par achha lage,kapde humesha