Skip to main content

Posts

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना बहुत  जरूरी है | वो ये की “ प्रश्न सरल या कठिन नहीं होते है | ये हमारे  नजरिये
Recent posts

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai. koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai . ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai .  ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai . ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap itni aasani se lead kar lenge.sawal ye uthta hai ki . aakhir akele kaam karna ya team ke sath kam karne me kya fark hai.dosto. asal me. dono p

hamari soch

dosto humara jaisa vichar hota  hai. hum vaise hi ban jaate hai. vicharo ka humare jeevan me bahut mahatvpurn bhumika  hota hai. apne sukh, dukh, laabh, haani, safalta, asafalta, ye sab humare vicharo par hi nirbhar karta hai. jaise humara vichar hota hai vaise hi humara jeevan banta hai. ye rule sabhi insaan par lagu hota hai. chahe chota ho ya bada. swaami vivekanand ne kaha tha ki.. swarg aur narak kahi aur nahi. humare vicharo me hi hai .dosto ye duniya ek ped ki tarah hai. isski chhaya me baithkar hum jaisa vichar karenge. uska vaisa hi phal  prapt hoga. jo vyakti apne aapko suvicharo se. bhare rakhta hai ussi ko. safalta, mahanta, shanti, milti hai . aur jiska vichar nakaratmak hota hai, jo apne aapko badnaseeb, tuchchh, samajhte hai. unka jeevan bhi ussi ke anuroop ho jaata hai. vicharo se gira huwa. vyakti ko oopar wala bhi nahi sakta hai.we apne life me. kabhi safal nahi  sakte. mahatma budh ne kaha hai. shishyo bhavishy me jo kuchh bhi banenge. voh aaj ke apne vicharo ke ka

lakshy ka hona jaroori hai

      lakshy ka hona jaroori hai kisi ne kaha hai. jo rasta aapko aapki manjil ki or nahi le ja raha hai.wo rasta aapko aapke manzil se door le ja raha hai. dosto uss raste per. chalne se koi fayda nahi. jo rasta hume apni manzil ki or nahi le ja rah hai .hum iss prakaar ke raste per tabhi chalte hai. jab humara koi lakshy nahi hota hai. hume kuch pata nahi hota hai hume apne life kya. achive karna hai.dosto humare apne jindagi me. lakshy ka hona bahut jaroori hai. zara sochiye ki jab hum ghar se bahar nikalte hai. market jaane ke liye to. humare paas koi na koi karan jaroor hota hai. ki hum waha kyon ja rahe hai. aur jakar market se kaam khatm karke vaapas chale aate hai . aur jab aap ghar se bahar nikalte hai to market jaane ke liye bina kisi karan ke to hum woha jayenge. faaltu me idhar udhar ghumenge. aur apna samay barbad karke ghar chale aaenge. issi prakaar humara jeevan bhi hai agar humare jeevan me koi lakshy nahi hoga to. hum aise hi faltu ke kaamo me apna samay vyarth ka

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो

ssc, banking,railway,etc preparation reasonong test

is prakar ke pranali me .english ke achharo ke maan ko. mathmatical . dwara hal kiya jata hai.isme angreji ke achharo ke. kramanki maan se .guna,bhag,jod. ghatana .aadi tariko se question ko hal kiya jata hai . hum aaapko example dwara samjhate hai question--> agar kisi code bhasha me .LIKE.ko                        37,likha jata hai to usi code bhasah me       NEST..ko kaise likha jayega ans-->yaha par ye dekhe ki .diya huwa akshar  ka maan          jaise-->LIKE,ka adhik hai hai ki kam hai          agar adhik hai to .usme .jod, ya guna ka . ya varg ka kaam ho          raha hai.agar maan kam hai, to .isme ghatane ka kaam ho raha hai.         ab hum ise hal karte hai . solve=> hum dekh rahe hai hai  ki ''LIKE'' ka maan              anumanit roop se .kramanki maan se adhik hai             to hum pehle ise.jod se karte hai . dekhe-> ''L'' ka kramanki maan hai 12 ''I'' ka maan hai 9                  ''K'&#

hindi story

garmiyon ke din me.ek ladka. apne guru se ek hafte ki chhutti lekar. apne gaavn ja raha ttha.tab us samay paidal jaana padta tha jaate samay. usse ek kuwa dikhayi pada .wo ladaka pyasa bhi tha. isliye usne kuwa se paani nikala.aur paani piya .us ladke ko bada achha laga q ki . kuwa ka paani .thanda tha isliye us ladke ne socha. q na hum yah paani guru g k liye le chalun.uss ladke ne paani liya.aur vapas apne guru ke paas lekar gya. aur guru g ko paani diya. guru g ne paani piya .aur ladke se kaha.ki ye paani to bahut achha hai .ye paani to ganga jal ke saman hai.ladke ne apni tarif sunkar khush huwa. aur guru g se aagya lekar chala gaya.kuchh der baad guru g ke pass ek dusra ladka aaya. aur paani peene ki ichha jatai.to guru g ne use wahi paani diya. us ladke ne paani pee kar kaha.ki guru g ye paani to bahut kadwa hai.aur na hi yah thanda hai.aapne to bekaar hi us ladke ki itni tareef kar diya.tab guru g ne kaha. beta mithas aur thanda.is paani me nahi hai.ise laane waale k mann me m