Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2015

english bolna kaise seekhe

dear rider aaj hum english kaise bole isko sikhenge aaj ke is modern world me english ki jankari bahut hi zaroori hai q ki aaj kal english ka mahatwa bahut jyada hai to fir aao english bolna seekhe english bolna sikhne k liye hume ye comittment kar lena chahiye ki hume english bolna seekhna hai q ki bahut log hote hai pehle to sochte hai ki hume english blona seekhna hai par wo log kuch din tak seekhne ka praya s karte hai par kuch din baad wo apne prayas ko khatm kar dete hai parinam swarup wo english nahi bol pate is liye main kahta hun ke aap in logo me shamil na ho aur comitt kijye aur lag jaiye english sikhne me ab hum chalte hai un tariko ko jante hai jin se hume english bolna sikhne me madad karta hai.                                                 <marquee bgcolor="#66CD00">mohd sarfraaz blogger</marquee>                     1st step english bolna ke liye hume english ki meaning ko jyada se jyada yaad karna hoga hamra m

ssc, banking,railway etc. resoning test

sabse pehle aap sabhi ko mere taraf se ''asslam walaikum'' dear rider ye meri sabse pehli post hai main aaj ki pehli post se un logo ki help karna chahata hun jo pratiyogi pariksha ki preparation me lage huye hai pratiyogi pariksha me badlav ko dhyan me rakh kar main aaj aapko resoning k sawalo ko samjhane ka puri prayas karunga. to hum chalte kuch important lesson ka adhyayan kare coding -decoding dear rider aaj hum aap samne coding-decoding ke sawalo ko samjhne ka pryas karenge coding -dicoding jankariyon ko bhejne ka ek tarika hai jisme ek aadmi kisi dusre aadmi bhejta hai jo gupt rup me hota ise kewal coder decoder hi samajh sakte hai dusra koi nahi coding coding -decoding ke sawlo ko hal karne k liye hume english k aksharo ke kramankik maan ko yaad rakhna chahiye english me kul 26 akshar hota hai jo neeche diya gaya hai  A  B C D  E  F  G H  I  J  K  L M  N O P Q R S T U  V W X Y Z 1   2   3   4   5  6   7  8  9  10 11 12  [ejoty] ki sahayta