Skip to main content

ek achha leader kaise bane

                                                 ek achha leader kaise bane

aaj kal is competative world me .kisi company ya santha ko safal hone ke liye.ek yogy neta ki jaroorat hoti hai.

koi bhi field ho agar aap ko us field me sauccese hona hai to. aap ke andar leadership ka gun hona bahut jaroori hai .

ek yogy neta humesha samajik parasparik.nirbharta ko kayam rakhane ke sath-sath karya karne ki kushalta.kshamta ko badhata hai . 

ek leader kisi sangathan ,samooh ke uddeshy [goal]  ki prapti me. ek mahatwapurn bhumika ada karta hai .dosto.akele kaam karne ke mukable.team ke sath kaam karna jyada chunauti se bhara hota hai .

ek leader ko aise hi chunaution se  aasani se mukabla karna aana chahiye.dosto.aap akele kisi kaam ko behatarin dhang se  kar sakte hai.lekin is baat ki koi guarantee nahi hai ki. aap dusro ko bhi aap itni aasani se lead kar lenge.sawal ye uthta hai ki .

aakhir akele kaam karna ya team ke sath kam karne me kya fark hai.dosto. asal me. dono paristhitiyo  me kaam karne ka focus hi badal jata hai.
jab aap akele kaam karte hai to.aapko kewal apni vikas , natije saflta. 

par  hi aapka pura dhyan rehata hai .lekin jab aap ek leader ke roop me kary karte hai to .aap ka pura dhyaan dusro ke  hota hai.


yaani ki aapke  team ke har member ke sudhaar par .dhyaan hota hai.aap apna pura dhyaan apne team ke member ke .performance
ko manage karne par hota hai .unhe yah bhi aap hi sujhate hai.ki safalta prapt karne ke liye kis tarah se kaam kiya jaye.

dosto.agar aapko leader  banana hai to .mera ye post dhyaan se padhe .aur aapko ye samjhna hoga ki leadership ek skill hai jise seekh sakte hai .aur aap ek achha leader ban sakte hai.aapko apne team ke .sadasya.ko motivate karne ,

utsahit karne ke lye aur safalta paane ke liye.aap ko ye skill seekhni hi padegi.
dosto.ye post thodi lambi  ho gayi hai.isliye is post ko. hum

"2 part" me kar de rahe hai.hum iske dusre part me. padhenge ki leadership skill ko develope karne ke liye .,hume kya karna hai.leadership ke liye kya gun hona chahiye.


Comments

  1. Nice Post... Dear

    लेकिन आप अभी भी अपनी Website मैं कई तरह की गलतियाँ कर रहें है...जानिये 4 गलतियाँ जो ज्यादातर नए Bloggers करते है – 4 Mistakes New Bloggers Make...http://techandtweet.in/2016/02/04/4-mistakes-new-bloggers-make-in-hindi/

    ReplyDelete

Post a Comment

comment

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो

safalta ka anmol vachan in hindi

1 isse koi fark nahi padta ki koi kitni baar asafal hota hai     halaat badalne ke liye ek safalta hi kaafi hoti hai                                                                                                    mark quban 2 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam    ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki    jindagi kisi kaam ki nahi hai                                                                                                        ivaan villiams 3  jo sapne dekhne ki himmat karte hai wo  puri    duniya ko jeet sakte hai dheeru bhai ambani 4 agar aap dridh sankalp ke sath aur poornta sath kam karte hai   to safalta aaapki pechha karegi dheeru bhai ambani 5  aisa vyakti jo dhan ko kharch karne ke saath bachat bhi kar leta hai     woh sabse sukhi hota hai kyoki use dono ka aanand milta hai                                                                                              semual johnson 6     safal vyakti hone ka praya
how to improve self confidence  aatm vishwas kaise badhaye dosto hamare andar aatm vishwas ka hona utna hi zaroori jitna ki khana me namak ka hona  zaroori hota hai . aatm vishwas na hone par insan ka  life me andhkar chha jati hai . wah insan kabhi khush nahi rah sakta hai q ki koi bhi insan kitna bhi  'intelligent' q na ho wah aatm    vishwas ke bagair kuch bhi nai kar sakta hai,aatm vishwas na hone se aadmi kisi se theek  se bat bhi nai kar pata hai  q ki use dar rahta hai ki wo jo bol raha hai wah sahi hai ya nai aur use sharm ke wajah se bhi uske sath aisa hota hai ,                  how to improve self confidence tips in hindi aatm vishwas kaise badhaye tips in hindi 1 dressing sense    dosto dressing sense  ka hamre aatm vishwas par bahut adhik effect       padta hai .islliye hume is par bahut hi jyada dhyan dena padega    kapde  wahi pahne jo aap par achha lage,kapde humesha