Skip to main content

safalta kaise prapt kare

                                      succedded mantra
 har insan apni life me ek succese ful insan kahlana chata hai
lekin kisi bhi kaam me  safal hone k lye  hume kadi mehnat
va sangharsh karna padta hai. kai baar hum kadi mehnat to krte hai par phir bhi hume asfalta kka muh dekhna padta hai.mugar in asfaltao
se hume ghabrana nai chahiye aur na hi parehaan hona chahiye
hume mai in asafaltao se  kuchh seekhna chahiye sabak lena chahiye
kisi cheej me hume safal hona hai to asafalta se ghabrane ki bajae usse sabak le aur yeh bhi ki safalta rasta aasan nahi hota to dosto hum aapke saath kuchh aise hi article share karne ja rahe hai jise aap apne life me apply karke safalta avashy prapt kar sakte hai


1 spasht drishtikone
safalta prapt karne me humara spasht drishtikone hona bahut jaroori
hai kyoki agar kisi kary me humara drishtikone hai to humari aadha se jyada pehle hi hal ho jata hai isliye humara drishtikone ka hona bahut jaroori hai


2 jaanne ki ichha


yeh sochna ki hume sab kuchh pata hai  achhi  vichar dhoondhne ki
 disha me sabse badio rukawat hai .kisi cheej ko janne seekhne ka dayara
 seemit karna sahi nai hai kai bar koi dusra aapko koi aisi bate bata jata hai  jiske bare me aap soch hi nai pate yah samay bekar karne se behtar hai ki aap us baat jhat se pakad kar seekh le  kya pata kab  kuan si baat kaam aa jaye

3 samay ka mahatwa


darasal humara sabse bada guru samay hi hota hai
.yahi hume sab kuch seekhta hai .is lye agar hum samya ke mhatwa ko nai samjhenge to samay bhi humw nai samajh payega .  hum samay ko barabad kiya to smaya hume barbad kar dega  aur  hum pchtaye bhi to kya  kare. islye  samay ke mhatwa ko samjhna bahut mahatwa hai

4  aaj ka kaam aaj hi
    dosto bahut se log aise hote hai  jo. koi kaam  ko dekhakar hi kah dete      hai. ki ise aaj nahi kal karenge .ya ise abhi nahi baad me karenge .
    ye haari bahut badi galti hai ..kaam ke mamlo me to aap ek sidhant
    bana lijiye. wo ye ki aaj kaam aaj hi karenge chahe jo bhi hi jaye.
5 utsah{courage}
koi bhi karya kare use poore josh wa utsah ke sath kare.utssah heen hokar hum koi bhi karya nai kar sakte. agar aadmi ke man me utsaah na ho to  to uski mansik shaktiyo ka kary me  sahyo g nahi mil pata hai.
haath kuch kaam karte hai to man kahi aur  rahta hai koi bhi kaam theek
dhang se nahi ho pata hai.ye samjho ki kary me utsah us kaam ka jaan  hAI
6
agar aap kisi cheez me safal hona chahte ho to aapko ek baat dhyan
 se samjhana hoga ki .jeevan chunautiyo se bhara hai. yah mankar chale   koi chunautiyan aayengi. aur kai baar aapko asfalta bhi milengi
ye asfalta kam ya jyda bhi ho sakti hai .yah bhi ho sakata hai ki ye asfalta aapke confidence.aur manobal  ko bhi tod sakti hai .lekin aap yahan par aaram se na baith jaye.apne confidence ko banaye rakhe.
khud me  vishwas hai to huum mushkilo ka samna karne me saksham
 honge.aap yahan par uthiye aur poore confidence ke sath fir se us kaaam lag jaiye .han agar aaapko lagta hai ki aap ka aatm vishwas low  ho raha hai to.aap apni pichli safalto ko soche. aur usse inspire ho
.mahaan aur safal logo ki  history padhe.jab aap janenge ki  safal logo ke
jeevan me aise hi tamam utaar chadhao aaye the to aap.to aap bahut jyada motivate hokar poore utsah ke saath aap fir se us kaam me lag jayenge


Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो
how to improve self confidence  aatm vishwas kaise badhaye dosto hamare andar aatm vishwas ka hona utna hi zaroori jitna ki khana me namak ka hona  zaroori hota hai . aatm vishwas na hone par insan ka  life me andhkar chha jati hai . wah insan kabhi khush nahi rah sakta hai q ki koi bhi insan kitna bhi  'intelligent' q na ho wah aatm    vishwas ke bagair kuch bhi nai kar sakta hai,aatm vishwas na hone se aadmi kisi se theek  se bat bhi nai kar pata hai  q ki use dar rahta hai ki wo jo bol raha hai wah sahi hai ya nai aur use sharm ke wajah se bhi uske sath aisa hota hai ,                  how to improve self confidence tips in hindi aatm vishwas kaise badhaye tips in hindi 1 dressing sense    dosto dressing sense  ka hamre aatm vishwas par bahut adhik effect       padta hai .islliye hume is par bahut hi jyada dhyan dena padega    kapde  wahi pahne jo aap par achha lage,kapde humesha

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना बहुत  जरूरी है | वो ये की “ प्रश्न सरल या कठिन नहीं होते है | ये हमारे  नजरिये