Skip to main content

2015 updated best inspirational qoute

                             inspirational qoutes in hindi
             anmol vachan in hindi
1 isse koi fark nahi padta ki koi kitni baar asafal hota hai
    halaat badalne ke liye ek safalta hi kaafi hoti hai
                                                                                                   mark quban
 
2 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam
   ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki
   jindagi kisi kaam ki nahi hai
                                                                                                     ivaan villiams
3 na sangharsh na takleefe kya maza hai phir jeene me
   toofan bhi tham jaaega jab lakshy rahega seene me


4 main khud ke liye bhi ek aashiyana banana chahta hun .
   lekin khud se pehle khuda ko basana chahta  hun


4 maa ke baad sirf  himmat aadmi ka sath deti hai .
   jo aadmi ko kabhi nai harne deti hai


5 insan ki dimag ka pata uske gyan se nahi balki uske kalpna se
 chalta hai
  albert einstien
6  upeksha karna seekh lena hi aatmik
    shanti ka mukhya marg hai robert.j. sawyer


7  aadmi ko uske krodh ki saza nai milegi.
    par uska krodh hi use saza degi mahatma. budh


8  jo sapne dekhne ki himmat karte hai wo  puri
   duniya ko jeet sakte hai dheeru bhai ambani


9 agar aap dridh sankalp ke sath aur poornta sath kam karte hai
  to safalta aaapki pechha karegi dheeru bhai ambani


10  vikasit bharat ke liye har panchayat me ek creative neta ki jaroorat hai a.p.j. abdul kalam


 11 desh kisi bhi vyakti sangathn ya party se bada hai
a.p.j. abdul kalam


 12 jindagi ek khel yah rukna nahi chahiye safalta asafalta to iska ek hissa   hai jute rahna.
a.p.j. abdul kalam


 13 than lijiye , to kuch bhi asambhaw nahi


 14   sapne wahi dekho, jo neend chura le
a.p.j. abdul kalam


15   apne prayojan me dridh vishvaas rakhne wala ek
     sukshm sharir itihaas  ke rukh ko badal sakte hai


16   hamesha apne vichaaro ,shbdo aur karm ke purn
     samanjasy ka lakshy rakhe apne vichaaro ko shudh karne  ka lakshy rakhe       aur sab kuchh theek ho jaaega 


17   jis kaam ko sanpann karne me bal aur parakram
     aksham sabit ho jaate hai use kisi insaan ka madhur
     vachan chutkiyon me  kar deta hai 


18  aankh ke badale me aankh pure vishv ko andha bana degi
     thora sa abhyaas bahut saaare updesho se behtar hai 


19   khud woh badlav baniye jo duniya
       me aap dekhna chaahte hai


20  apni galati ko swekarna jhaaru lagaane ke samaan hai
    jo satah ko chamakdaar aur saaf kar deti hai 

Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो

safalta ka anmol vachan in hindi

1 isse koi fark nahi padta ki koi kitni baar asafal hota hai     halaat badalne ke liye ek safalta hi kaafi hoti hai                                                                                                    mark quban 2 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam    ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki    jindagi kisi kaam ki nahi hai                                                                                                        ivaan villiams 3  jo sapne dekhne ki himmat karte hai wo  puri    duniya ko jeet sakte hai dheeru bhai ambani 4 agar aap dridh sankalp ke sath aur poornta sath kam karte hai   to safalta aaapki pechha karegi dheeru bhai ambani 5  aisa vyakti jo dhan ko kharch karne ke saath bachat bhi kar leta hai     woh sabse sukhi hota hai kyoki use dono ka aanand milta hai                                                                                              semual johnson 6     safal vyakti hone ka praya
how to improve self confidence  aatm vishwas kaise badhaye dosto hamare andar aatm vishwas ka hona utna hi zaroori jitna ki khana me namak ka hona  zaroori hota hai . aatm vishwas na hone par insan ka  life me andhkar chha jati hai . wah insan kabhi khush nahi rah sakta hai q ki koi bhi insan kitna bhi  'intelligent' q na ho wah aatm    vishwas ke bagair kuch bhi nai kar sakta hai,aatm vishwas na hone se aadmi kisi se theek  se bat bhi nai kar pata hai  q ki use dar rahta hai ki wo jo bol raha hai wah sahi hai ya nai aur use sharm ke wajah se bhi uske sath aisa hota hai ,                  how to improve self confidence tips in hindi aatm vishwas kaise badhaye tips in hindi 1 dressing sense    dosto dressing sense  ka hamre aatm vishwas par bahut adhik effect       padta hai .islliye hume is par bahut hi jyada dhyan dena padega    kapde  wahi pahne jo aap par achha lage,kapde humesha