Skip to main content

ssc, banking,railway etc. resoning test

sabse pehle aap sabhi ko mere taraf se ''asslam walaikum'' dear rider ye meri sabse pehli post hai main aaj ki pehli post se un logo ki help karna chahata hun jo pratiyogi pariksha ki preparation me lage huye hai pratiyogi pariksha me badlav ko dhyan me rakh kar main aaj aapko resoning k sawalo ko samjhane ka puri prayas karunga. to hum chalte kuch important lesson ka adhyayan kare coding -decoding dear rider aaj hum aap samne coding-decoding ke sawalo ko samjhne ka pryas karenge coding -dicoding jankariyon ko bhejne ka ek tarika hai jisme ek aadmi kisi dusre aadmi bhejta hai jo gupt rup me hota ise kewal coder decoder hi samajh sakte hai dusra koi nahi coding coding -decoding ke sawlo ko hal karne k liye hume english k aksharo ke kramankik maan ko yaad rakhna chahiye english me kul 26 akshar hota hai jo neeche diya gaya hai

 A  B C D  E  F  G H  I  J  K  L M  N O P Q R S T U  V W X Y Z

1   2   3   4   5  6   7  8  9  10 11 12

 [ejoty] ki sahayta se hum ise aasani se yad kar sakte hai E J O T Y 5 10 15 20 25 aau hum ise ek example se samajhte hai que>english varnmala me aap ke baye se 17th letter kaun sa hai solve->is question ko hal karne ke liye hum ejoty ki sahayta lete hai hum dekhte hai ki [EJOTY] me 17th letter ka sabse karib ka letter kaun sa hai. hum dekhte hai ki 17th letter ka sabse krib ka letter 15 th hai yani ki O ab hum O se counting karte hai O,P,Q hum kah sakte hai ki 17th letter Q hai coding -decoding se related kuchh question & answer question 1->angreji varnmala me aaap ke baye se 20th letter kun sa hai (a) v (b) s (c) T (d) l question 2->

Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो

safalta ka anmol vachan in hindi

1 isse koi fark nahi padta ki koi kitni baar asafal hota hai     halaat badalne ke liye ek safalta hi kaafi hoti hai                                                                                                    mark quban 2 company ke fel hone ka matlab yeh nahi hai ki jindagi nakaam    ho gai hai haan agar aap rishton me asafal hote hai to aapki    jindagi kisi kaam ki nahi hai                                                                                                        ivaan villiams 3  jo sapne dekhne ki himmat karte hai wo  puri    duniya ko jeet sakte hai dheeru bhai ambani 4 agar aap dridh sankalp ke sath aur poornta sath kam karte hai   to safalta aaapki pechha karegi dheeru bhai ambani 5  aisa vyakti jo dhan ko kharch karne ke saath bachat bhi kar leta hai     woh sabse sukhi hota hai kyoki use dono ka aanand milta hai                                                                                              semual johnson 6     safal vyakti hone ka praya
how to improve self confidence  aatm vishwas kaise badhaye dosto hamare andar aatm vishwas ka hona utna hi zaroori jitna ki khana me namak ka hona  zaroori hota hai . aatm vishwas na hone par insan ka  life me andhkar chha jati hai . wah insan kabhi khush nahi rah sakta hai q ki koi bhi insan kitna bhi  'intelligent' q na ho wah aatm    vishwas ke bagair kuch bhi nai kar sakta hai,aatm vishwas na hone se aadmi kisi se theek  se bat bhi nai kar pata hai  q ki use dar rahta hai ki wo jo bol raha hai wah sahi hai ya nai aur use sharm ke wajah se bhi uske sath aisa hota hai ,                  how to improve self confidence tips in hindi aatm vishwas kaise badhaye tips in hindi 1 dressing sense    dosto dressing sense  ka hamre aatm vishwas par bahut adhik effect       padta hai .islliye hume is par bahut hi jyada dhyan dena padega    kapde  wahi pahne jo aap par achha lage,kapde humesha