Skip to main content

english bolna kaise seekhe

dear rider aaj hum english kaise bole isko sikhenge


aaj ke is modern world me english ki jankari bahut hi zaroori hai q ki aaj kal english ka mahatwa bahut jyada hai to fir aao english bolna seekhe

english bolna sikhne k liye hume ye comittment kar lena chahiye ki hume english bolna seekhna hai q ki bahut log hote hai pehle to sochte hai ki hume english blona seekhna hai par wo log kuch din tak seekhne ka praya s karte hai par kuch din baad wo apne prayas ko khatm kar dete hai parinam swarup wo english nahi bol pate is liye main kahta hun ke aap in logo me shamil na ho aur comitt kijye aur lag jaiye english sikhne me ab hum chalte hai un tariko ko jante hai jin se hume english bolna sikhne me madad karta hai.

                                                <marquee bgcolor="#66CD00">mohd sarfraaz blogger</marquee>
                   

1st step

english bolna ke liye hume english ki meaning ko jyada se jyada yaad karna hoga hamra matlab ye nahi ke aap english k meaning ko rate.nahi bilkul bhi aisa nahi mera to matlab ye hai ke aap rojana english ke meaning ko smajhne ka prayas kare aur aap jitna jyada englis ke word ko samjhne ka prayas karenge utni hi jaldi aap ko english ko blone madad hogi man lo hum ek din 2 meaning yad karte hai to year me 365 din hote hai to hum 1 year me 630 meaning ko yad kar lete hai 2 meaning ko yaad karne hume time bhi nahi lagta hai aur hume yah hume yaad bhi rahta hai.agar hum ratte hai to hume bahut boring mahsus hoga aur hum english bolna chod denge 

 2nd step

 hume jo bhi meaning yad hai unka upyog kare humesh english ke word ko bolne ka prays kare kahi bhi ho aap ko apne word ko upyog karna chahiye. hume un logo ke sath jyad rahna chahiye jo english bolne ke prays me hai koi aise aadmi ko khojiye jo english bolne ka accha jankar ho.ye koi bhi ho sakta hai aap ka teacher .aap ka dost.aapke pariwar ka koi sadsya jo aap ko madad kar sakta hai \ 

 3rd step 

english bolne ke liye aapne ko humesh update karna hoga naye word ki hamesh seekhne ka prayas kare iske liye aap ek dairy bhi bana sakte hai. kahi bhi koi new word mile use apne dairy me aap likh le aur khali time me use yad kar le 

 4th step

 jahan tak ho sake aap apne mahoul ko english me bana daalo.i mean.aap humesha english book padhe .english picture dekhe . hindi paper ki jagah english paper padho apne ghar me ya bahar koi bhi cheez ko dekho to usse english me convert karne ka prayas kare apne ghar ke andar ek bada poster bhi laga dijiye jisme ko hollywwod hero ka photo ho . 

 5th step 

english bolna seekhna hai to hume ise enjoy karna hoga mera matlab ye ki aap english bolna bojh bilkul bhi na samjhe ise ek enjoy ment ke roop me dekhe agar aap ise enjoyment ke roop me dekhenge to aap ka ise seekhne ka prayas aur bhi badh jayega 

 6th step 

aap ye sochiye ki jab aap english bolne lagenge to kaisa lagega achha lagega aap class me english subject ke topper ban jaoge aisa sochne par aap ka aatm vishwas aur bhi badh jayega .aur aap succes ki or badhenge  

Comments

Popular posts from this blog

सीखना क्यों जरूरी है

          सीखना क्यों जरूरी है . कई बार ऐसा देखा गया है. की लोग वो काम करने से पीछे हट जाते है. जो काम उनके फील्ड में नहीं आता | कहते है  ये हमारे किसी काम का नहीं है. हमारा तो दूसरा काम है. इस काम को करने से क्या फायदा है| नहीं दोस्तों ये सोचना बिलकुल गलत है. अगर हम वो काम को करने के लिए | आगे बढ़ते है. तो हमे उस काम को सीखने का एक मौका मिलता है. अगर हम उस काम को कर लेते है. तो हमे एक न्यू सीख मिलती है. किसी चीज़ को सीख लेने से हमारा कोई घाटा  नहीं होता है. बल्कि हमारा फायदा ही  होता है. भविष्य को कोई नहीं जानता है. कब क्या हो जाएगा हो सकता है. की आपके लाइफ में कभी ऐसा वक़्त आ जाए जिसे आज आप करने से पीछे हट रहे है | वही काम आप को करने की मजबूरी बन जाए . तो उस समय आप क्या करेंगे ? “सोचो” अगर आज आप वो काम सीख लेते है. तो भविष्य में आने वाली ऐसी समस्याओ से आप बड़ी आसानी से सामना कर सकते है. दोस्तों ये सोचना  कि हमे सब कुछ पता है. अच्छे उपाय ढूँढने की दिशा में हमारी सबसे बड़ी रूकावट है. किसी चीज़ को सीखने या जानने का दायरा छोटा नहीं करना चाहिए हमे जिस  चीज़ को सीखने का मौका मिले. हमे वो
how to improve self confidence  aatm vishwas kaise badhaye dosto hamare andar aatm vishwas ka hona utna hi zaroori jitna ki khana me namak ka hona  zaroori hota hai . aatm vishwas na hone par insan ka  life me andhkar chha jati hai . wah insan kabhi khush nahi rah sakta hai q ki koi bhi insan kitna bhi  'intelligent' q na ho wah aatm    vishwas ke bagair kuch bhi nai kar sakta hai,aatm vishwas na hone se aadmi kisi se theek  se bat bhi nai kar pata hai  q ki use dar rahta hai ki wo jo bol raha hai wah sahi hai ya nai aur use sharm ke wajah se bhi uske sath aisa hota hai ,                  how to improve self confidence tips in hindi aatm vishwas kaise badhaye tips in hindi 1 dressing sense    dosto dressing sense  ka hamre aatm vishwas par bahut adhik effect       padta hai .islliye hume is par bahut hi jyada dhyan dena padega    kapde  wahi pahne jo aap par achha lage,kapde humesha

प्रतिशत के shortcut and trick प्रतियोगी परीक्षा के लिए

        प्रतिशत tricky math for competative exam in आज कल competitve exam में 25% गणित के  प्रश्न होते है | जैसा की आप भी जानते है |competitve exam में प्रश्न ज्यादा होते है | लेकिन  उसे हल करने के लिए समय कम होते है | आपको  गणित के प्रश्न कम से कम समय में हल करना होगा  क्योकि exam के समय में हमारा सबसे ज्यादा समय  रीजनिंग और गणित में ही लगता है | इसिलिए आज  हम आपको गणित के parcentage leval के प्रश्न को  जल्दी से हल करने का टिप्स और ट्रिक्स बताऊंगा मुझे  विशवास है की आपको मेरी ये टिप्स और ट्रिक्स जरूर  पसंद आएगी टिप no.1 किसी भी संख्या का 5% निकालना हो तो उस संख्या में २० से भाग कर दे टिप no. २ अगर 10% निकालना हो तो 10 से भाग कर दे  टिप no. ३ अगर 4% निकालना हो तो उसमे 25 से भाग कर दे | अब हम आपको प्रश्न को हल करने की तरीका की ओर  लेकर चलता हूँ. मै ये मान कर चल रहा हूँ की आपको % के के सभी सूत्र याद है | इससे पहले हम आपको  प्रश्न के तरफ पहुचाये आपको एक बात को समझना बहुत  जरूरी है | वो ये की “ प्रश्न सरल या कठिन नहीं होते है | ये हमारे  नजरिये