Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2015

safalta kaise prapt kare

                                      succedded mantra  har insan apni life me ek succese ful insan kahlana chata hai lekin kisi bhi kaam me  safal hone k lye  hume kadi mehnat va sangharsh karna padta hai. kai baar hum kadi mehnat to krte hai par phir bhi hume asfalta kka muh dekhna padta hai.mugar in asfaltao se hume ghabrana nai chahiye aur na hi parehaan hona chahiye hume mai in asafaltao se  kuchh seekhna chahiye sabak lena chahiye kisi cheej me hume safal hona hai

islami shayari hindi and urdu

1 jo girte hai unhe sanbhal lete hai ali ke lal    gareebo ko pal lete hai   mere gause e  pak ko allah ne wo martaba diya   are kabr se murdo ko jinda nikaal lete hai 2  mere gumo ki hai tujhko khabar ya garib nawaz     utha de mujhpe karam ki najariya garib nawaz     tu mere dil me nahi mere rooh me rahta hai     mai tujhko chhodkar jaoo kidhar ya garib nawaz 3  sazda jahan karun woha kaba dikhai de     sar jahan uthaun woha karbala daikhai de     rab kare ishq e nabi aisa ho dil me aankh band     karun to madina dikhai de  4  ya garib nawaz hawa e kufr me hum bhi bikhar gae      hote jihalto kio taho me utar gae hote  khuda ka shuikr hai     khwaza ka shukr hai khwaza ka ishq hai dil me na hota to     mar gaye hote 5  khidmat ki maine maa ki to jannat mahak uthi     maa ne dua di ti kismat chamak uthi    ta...

positive thinking , sakaratmak vichar

POSITIVE THINKIG dear rider aaj hum jis vishay par charcha karne ja rhe hai wo bahut hi mahatwa purn hai. jiska name hai '' positive thinking'' yani ki ''sakaratmk vichar'' dosto positive thinking " sakaratmk vichar"ek insan ke life bahut important hota hai q ki sakaratmk vichar ke bina succes hona bahut hi mushkil hai. seedhe shabdo me kaha jaye to '' positive thinking '' hi safalta ka mool mantra hai .hum positive thinking ke dum par hi bade se bada kaam ko badi aasani se kar sakte hai. sakaratmak vichar se hi hum safal ho sakte hai dosto isilye agar hamare andar thodi se bhi nakaratmak { negative thought} se hai to use turant bahar nikal ke fek dijiye q ki nakaratmak vichar [ negative thought] hamare andar ke anek sakaratmak vichar ko nasht kar dete hai isilye ise turant bahar nikale